INTERIOR DESIGN ye word jabhi dimag me aata he to logo ko pahele Architecture yahi course dikhay deta he, par architecture aur interior design me bohot farak hota he jo kafi logo ki pata nahi he, so aaj to ham pehle interior design kya hota he ye janege aur fir usme aap ke liye इंटीरियर का कोनसा कॉलेज सही hoga ??? iske bare me bhi charcha karenge.
to sab se pehle ham interior design INTEROIR DESIGN information
course ke bare me jante he.
jese hame pata he naam me hi sari cheeze chhupi huvi hoti hy IN matlab "andar ka" jo bhi design indoor yane ki ghar ho ya shop ya bunglow, ya hotel kuch bhi jo chaar divaro se dhaka ho uske andar me jo design kiya jata he use interior design kehte he, ye me bohot hi aasan bhasha me samjane ki oshish kar raha hu, Design ye ek part hota he jo ki bohot hi important hota he jis ke alag alag aayam hote he jo hame course karte samay malum padte he, jese mene pahle bataya ye course bohot hi alag hy architecture ke course se, ye ek esi filed hy jaha pe aap sirf ek saal ke me market ke liye ready ho skate ho agar aap ne sahi tarike se jankari hasil ki aur acche se practice ki to, par dekha ye gaya hy ki jabh course start huva hy students bohot jaldi bhagne ki koshish karte hy aur sahi tarike se course ki foundation ki samaj nahi pate ya us pe utna dhyan nahi dete jiska bhugtaan unhe baad me dena padta hy. Ab sab se important cheez ye hy ki actual me padhna kya hy ye samaj me aa jaye to baat bane To interior me aap ko foundation pe hoto jyada dhayn dena hota hy, alag alag subjects hote hy jo ki ek dusre se jude huve hote hy par unke bare me faculty nahi batati halaki esa karna chahiye tabhi students ko iski ehmiyat pata chalegi, so faculty ke paas kitna practical knowledge he ye bhi bohot jaruri hy jise aap ko corrent market ka awearness ho, aap market me tabhi stand out ho pate ho jab aap ke paas kuch out of box information ho ya knowledge ho.
INTERIOR DESIGN COLLEGE NEAR ME ??
so konsa college mere ghar ke pass hy ye dhund ne se behtar hy ki aap konsa college mere liye sahi hoga ye dhundna chahiye, kyuki aap fees pay kar rahe ho so aap agar fees pay kar rahe ho to aap ko sahi study milni chahiye, college location ki agar baat ki jaye to Mumbai BORIVALI me ENVISAGE INSTITUTE OF DESIGN hy , Pune me D.Y.PATIL hy , Gujraat me IDA he ye kuch college aur institute hy jo aap ko sahi study ke sath sath ek acchi life coaching guidance bhi denge.
इंटीरियर का कोनसा कॉलेज सही रहेगा मेरे लिए ???
Conclusion :- Interior ka vahi college aap ke liye sahi hoga jaha pe aap ne demo lecture liya ho, jaha pe aap ne faculty ka knowledge check kiya ho, vaha ke vibe match kiye ho, thought process sahi ho tabhi aap aap ke course duration me sahi jankari hasil kar pauge aur apne future ko bright kar paaoge aur ek acche interior designer ban paaoge